19 December 2012

Filer Frenzy.. . . Har Computer ki Zaroorat.. . .


Dosto Main ak aisay software k baray mein aap ko btanay ja raha hon jo Mere khial mein bohat hi kamal ka sofware hai .. . .
Agar Aap Digital Cam se li gayi large MB's mein files ko bina pixel kharab kiye sirf chand kb's ki files bnana chahtay hain ya bohat c files ko ak hi wqt mein apni mrzi se rename krna chahtay hain to ye software aap ki help kray ga
Is mein pehla kamaal to ye hai k ye mushkil se 2mb ka bhi nahi hai or har operating system mein asaani se install ho jata hai.. . .
doosra kamaal is k features hain jin ki wja se Main ne isay har computer ki zroorat kaha hai.. . . Yunh kahiye k chhotaa naam or bra kaam hai ye software.. . .
Is k mazeed features ki list or pics neechay d gayi hain.. . .

*64 bit or 32 bit k liye Download Link neechay hain


  • Extract from folder
  • Extract to folder
  • Copy/Move
  • Delete Empty files/folders
  • Copy path to clipboard
  • Invert selection
  • Split and Join
  • List of Files
  • Encrypt/Decrypt
  • Rename Operations
  • Image Manipulation - Resize
  • Image Manipulation - Put Logo
  • Image Album
  • Filer Frog Setting
  • Sort Desktop











 

No comments:

Post a Comment